Wednesday 16 April 2014

Untold

Aaj meine khud ko us mukam par paya hai,
jisse chaha jaan se jayda use meine paya hai,
na jaane samay ne ye kaisa teer aaj chalaya hai,
bin khahe aaj ek fasla sa ban aaya hai....

Ignorance

 Tumse hi to seekha hai nazar andaz karne ka tarika, ab tum par hi azmaya to hairat kaisi