Thursday 12 April 2012

heart

aaj bhi tu kyu yaad aati hai,
jab ye aankh bar aati hai,
jab tumhara saath hona hi nahi tha
fir kyu ye bekarari satati hai. 

Ignorance

 Tumse hi to seekha hai nazar andaz karne ka tarika, ab tum par hi azmaya to hairat kaisi