Friday 4 January 2013

thoughts


Aaj bhi un anjaan raho mei kyu mei bhatak ta hu.
Sab ke saath hokar bhi mei ekdam akela hu.
Milta na sukun jiske liye mei tarasta hu.
Udaan to har bar bharta hu par ek ghayal panchi ki tarah harbaar zameen par gir padta hu.
Zindagi khud ke kaam to aayi nahi par ise kisi aur ke naam kar ke chalta hu.

Ignorance

 Tumse hi to seekha hai nazar andaz karne ka tarika, ab tum par hi azmaya to hairat kaisi