Sunday 16 March 2014

Uncategorised

Falak ke teer ka dekh kya nishana tha,
udhar thi bijli idhar mera aashiana tha,
pauch rahi thi kinare pe kasti ye umeed
usi waqt is toofan ko bhi aana tha.

Ignorance

 Tumse hi to seekha hai nazar andaz karne ka tarika, ab tum par hi azmaya to hairat kaisi