Sunday 25 December 2011

Wait

kisi ko kisi ka intazaar hai,
dil mei uthi ek aash hai,
milne ko dil bekarar hai,
kaho mere yaar kya haal hai.

dosti

yaari bhi kya yaari hai e dost tumahari ,
chad mei ine sakta nahi,
baki ye jindgi bhi tumahari hai.

Ignorance

 Tumse hi to seekha hai nazar andaz karne ka tarika, ab tum par hi azmaya to hairat kaisi