Sunday 12 November 2017

Yaadein

Samay samay ki baat hai,
Kabhi aap mere saath,
To kabhi hum aapki yaado ke saath hai.

Ignorance

 Tumse hi to seekha hai nazar andaz karne ka tarika, ab tum par hi azmaya to hairat kaisi